BOY AND GIRL CONVERSATION ON LOVE 19-9-20 part 2 .. 02-10-20 part 3... 5-10-20, part 4 .


09 October 2020 12:44

BOY AND GIRL CONVERSATION 4TH PART ...............................................................................-LARKA AUR LARKEE GHOOM REHAI THAI BAGEECHAI MAIN EK DIN -PHIR KYA HUA -HERAN RAHAI JAO GAI -TUM SAB SUN KAR ISSAI -LAKRA LARKEE GHOOMTAI GHOOMATAI PYAR MAIN BAD-HOSH -CHALTAI HUAI DEKHTAI HAIN ACHANAK -RASTAI MAIN EK SANP BAITHA HUA HEE -TO PHIR KYA HUA -GHABRA GAI YEH DONO -SOCHNAI LAGAI YEH DONO -AGAR HUM JATAI HAIN PEECHHAI -YEH DAUR PARAI GA HAMARAI PEECHHAI -HUMAIN KATNAI KAI LIYAI -AGAR JATAI HAIN HUM AAGAI -YEH RASTA DAI GA NAHIN -AUR KAAT LAIGA HUMAIN ZAROOR -SOCHTAI SOCHTAI -KHYAL AYA LARKEE LARKAI KO HEE AGAR THEHRAI REHTAI HAIN HUM YAHAN -AUR POOCHHTAI HAIN HUM -ISS SANP SAI BHEE -KISS LIYAI ROK RAKHA HAI -TUMNAIN RAASTA HAMARA -HAI SANP -TUM TO HO SHIVJEE KAI RAKHVALAI -BAITHAI HO TUM YAHAN KIYON -RAASTA HAMARA ROK KAR HEE -SANP KEHNAI LAGA -HAI LARKEE LARKAI -SUN LO TUM KAAN KHOL KAR DONO -JANAMPATRI KO TUM MANTAI HEE NAHIN -AUR KARTAI HO PYAR TUM DONO -BHEJA GAYA HAI MUJHAI YAHAN -TUM DONO TO BATANAI KAI LIYAI -JAB MILTEE NAHIN JANAMPATRIYAN TUMAHARI -TO PYAR KARNA HAI TUMHAIN MANAHAN ZAROOR -AUR AGAR KAROGAI PYAR TUM PHIR BHEE -JAANAI NAN DOONGA MEIN TUMHAIN KABHEE -GHABRAYAI AUR GHABRATAI HUAI -LARKEE LARKA -POOCHHNAI LAGAI SANP SAI -HAI SHIVJEE MAHARAJ -KYA KIYA HAI PYAR TUMNAIN BHEE KABHEE -SANP BOLA BARAI GHAMAND SAI HEE -PYAR KARTA HOON MEIN ZAROOR -AUR HAI SANPNEE MERI BEEVEE KEE TERAHA -LARKA LARKEE NEEDAR HO KAR AB -POOCHNAI LAGAI SANP SAI HEE -KYA TUMNAI BHEE APNEE JANAMPATRIYAN MILAYEE HOONGEE ZAROOR -SANP KEHNAI LAGA JAWAB MAIN HEE -JANAMPATRI HUMARAI MAIN HOTEE HEE NAHIN -TAB POOCHHNAI LAGAI YEH DONO LARKA LARKEE SANP SAI BHEE -KYA TUMHARAI SAMPARG MAIN THEEN AUR SANPNIYAN BHEE -SANP KEHNAI LAGA JAWAB MAIN -BAS YEH SANPNEE LAGNAI LAGEE -MUJHAI BAHUT SUNDAR AUR -PYAREE SAB SAI ZYADAH -AUR VOH BHEE KARNAI LAGEE PYAR MUJHAI SAI ADHIK -BAS PHIR AB REHTAI HAIN KHUSH HUM DONO -AUR KARTAI HAIN PYAR HUM EK DOOSRAI SAI BHARPOOR (PRACHUR) -LARKA LARKEE KEHNAI LAGAI SANP SAI -JAB TUM NAIN JANAMPATRI DEKHI HEE NAHIN -TO KIYON KEHTAI HO TUM HUMAIN -JANAMPARIYAN MILANAI KAI LIYAI -HAI SHIVJEE MAHARAJ -TUM NAIN BHEE SUNA HOGO ZAROOR -PRABHU BANA DETAI HAIN JOREE SAB KEE -PAIDA HONAI SAI PEHLAI HEE -AUR ISS LIYAI HUM MIL JAATAIN HAIN EK DOOSRAI SAI HEE -PYAR KARNAI KAI LIYAI -AUR MEETHEE MEETHEE BATAIN KARNAI KAI LIYAI HEE -SANP HUA KHUSH BEHAD YEH SUN KAR HEE -AUR KEHNAI LAGA LARKEE LARKAI SAI HEE -BOL TO REHAI HO TUM SACH HEE -BAS BAHUT PRASAN HOON MEIN -YEH SUN KAR -AUR DEKH KAR HEE -TUM DONO KO PYAR KARTAI HUAI AUR MEETHEE MEETHE BATAIN KARTAI HYUAI -JAB HAI TUMAIN ANUMATEE(PERMISSION) PRABHU KEE -TO KYA HAI YEH JANAMPATRI -NAN SAMAJHNAI CHAHTA HOON MEIN AUR NAN MAN-NAIN LAGA HOON MEIN KISSI PARKAR SAI HEE -JAOO PYAR KARO TUM DONO JITNA CHAHTAI HO TUM BHEE -AUR PHAAR DO TUM DONO APNEE APNEE JANAMPATREE KO BHEE -SANP KEHNAI LAGA LARKA LARKEE SAI BHEE -PRASAN HOON MEIN AAJ TUM DONO SAI MIL KAR HEE -BULATA HOON MEIN SAB SANP AUR SANPNIYOON KO BHEE -KHUSHYAN MANANAI KAI LIYAI HUM SAB -JAB AAGAYAI SANP AUR SANPNIYAN SAB -KYA THA NAZARA (JALWA) -BIYAN KAR SAKTA HOON NAHIN MEIN KABHEE -KISS TERAH SAI HEE -NACH REHAI THAI YEH LARKA LARKEE -AUR GAA REHAI THAI SUREELEE AWAZ MAIN PYAR KAI GEET BHEE -KYA MAZA THA -RANG BARANGAI SANP AUR SANPNIYOON KO DEKH KAR -AUR NACHTAI HUAI BHEE -SITRAI GHOOM REHAI THAI CHAAND KAI IRD GIRD SAB -KYA THEE RAUSHNEE AUR KYA THEE THANDAK HAR TARAF -JHOOM REHAI THAI SAB AADHEE RAAT MAIN HEE -AUR GAA REHAI THAI PANKHEE HAR PARKAR KEE SUREELEE AWAZON MAIN BHEE -JHOOM REHAI THAI VRIKH (TREES) AUR PHOOL DAI REHAI THAI APNEE APNEE SUGANDHEE (SCENT) HAR PARKAR KEE HAR TARAF -BAS AISAI DIKHAI DETA THA JAISAI AASMAN, CHAAND AUR SITARAI UTAR AIYAI HAIN ZAMEEN PAR -NACHNAIN AUR JASHAN MANANAI KAI LIYAI HEE -JAB NACHTAI NACHTAI AUR GAATAI GAATAI HUAI -THAK GAYAI YEH SAB -AUR UJALA BHEE HONAI LAGA TAB -CHAL DIYAI YEH SAB APNAI APNAI GHARON KO VAPIS -VAPIS HUAI YEH LARKA LARKEE BHEE -MUSKRATAI HUAI -AUR PYAR KEE BATAIN KARTAI HUAI HEE. -BAS AB KHATAM HUEE YEH RAAT AUR KHATAM HUYEE YEH JANAMPATRI KEE KAHANEE BHEE. ................................................................... -These boy and girl were walking one day in the garden and suddenly they saw a snake sitting on their way. They thought if they move backward, this snake will follow them and will bite them and if they move forward, the snake will not allow them and will bite them perhaps. They started thinking and finally asked the snake why he was blocking their way. The snake replied that you both do not believe in janampatri while your janampatris do not match and as such you are not allowed to love each other and I have been sent here to tell you this clearly. The boy and girl asked the snake, have you ever loved any female snake. The snake proudly replied that he has one whom he loves immensely and they live like husband and wife. The boy and girl asked the snake, we believe you have been moving with and loving many other female snakes as well. The snake replied I liked this female snake very much and she too loves me profusely. Then the boy and girl asked the snake did you match your janampatris. The snake replied that janampatri does not exist with them, neither with other animals nor with birds etc. Then the boy and girl asked the snake, then you why are insisting janampatri on us, do you not know or have not heard ever that God makes us male and female as couple from the birth itself, to meet each other, love and marry each other. and it is because of this that you have chosen your female snake amongst many and none else. The snake replied well I have understood it very well and now I allow you to love each and tear off these janampatris for ever. Now let us celebrate this occasion tonight. I will be calling all male and female snakes to dance and chant with you in your dance and singing love songs. The birds joined them singing in their melodious voices, flowers started giving their scents of various types, the stars started moving around the moon, brightening this scene of dance and songs. It so seemed as if the sky with moon and stars has come down on earth to dance and enjoy this gala. It is really difficult to describe this scene except to appreciate profoundly. When all got tired, each one left to their respective houses and so these boy and girl too, recalling the celebrations, and feeling enormously happy that now there exist no restriction with them of janampatris at all. THIS IS HOW JANAMPATRI ENDED AND ALSO ENDED ITS EXISTENCE FOR EVER ................................................................. conceived and narrated by vasdevloond, founder of marriage guidance new concept, cost free marriage bureau NGO, 9811943867 vasdevloond@gmail.com www.marriageguidance.in www.facebook.com.