DO BHAYON MAIN GUFTGOO 4-10-22


04 October 2022 09:31

DO BHAIYON KEE GUFTGOO 4-10-22 -MERA HAI SAB KUCHH AUR TERA KUCHH BHEE NAHIN -SOCHA HAI TU NAIN KABHEE AISA HAI KIYON AUR AISA HUA HAI KIYON -YEH HAI ISS LIYAI AUR YEH SUCH BHEE HAI -KIOYONKAI TU MEHNAT KARTA HEE NAHIN -AUR MEIN KARTA HOON MEHNAT HAR PARKAR KEE -TUM SAB SAI BEEGARTAI HO -AUR NAFRAT BHEE KARTAI HO TUM SAB SAI ZAROOR -MEIN RAKHTA HOON SAB KO MILA KAR -APNAI KARO BAR MAIN AUR RISHTAI DAREE MAIN BHEE -SOCHO AUR SAMJHO, MEHNAT NAN KARKAI -TUM NAIN KAMAYA HAI KYA -AKELAI PARAI REHTAI HO TUM -NAN KISSI SAI MILTAI HO TUM -AUR NAN CHALTAI PHIRTAI HO TUM -KAISAI BEETATA HAI YEH DIN SARA -SONAI MAIN YAH PACHHTANAI MAIN -KYA TU NAI SOCHA HAI KABHEE -JO KAAM KARTAI REHTAI HAIN -AUR DIL CHASPEE SAI SAB KO MILTAI HAIN -VOH ZINDGEE MAIN SUKHEE REHTAI HAIN -AUR KHUSHEE KEE ZINDGEE BETATAI HAIN VOH -JAWAB MAIN, KEHTA HAI BHAI APNAI BHAI KO -MEIN NAI SUN LIYA HAI SUB KUCHH JO TU NAIN KAHA -MEIN DEKHTA HOON KAYEE DAFA AAP SAB KO DUKHEE -AUR AAPAS MAIN JHAGRTAI HUAI BHEE -JABKEH, MEIN KHAMOSH REHTA HOON -NAN GUSSA KARTA HOON AUR NAN SUNTA HOON KABHEE -ZINDGEE KHUSHEE MAIN BEETANAI KEE HAI -NAN KEH RONAI DHONAI KEE HAI YEH -MAAN BAP NAIN DIA HAI BAHUT KUCHH HUM DONO KO -MEIN AISH KARTA HOON -AUR TUM REHTAI HO PRESHAN HAR VAKAT -PAISA KAMANAI MAIN AUR JORNAIN MAIN BHEE -KABHEE SOCHA HAI TU NAIN -JAB DAULAT HOTEE HAI BAHUT -TO JHAGRAI HOTAI HAIN SAB MAIN ZAROOR -TO PHIR KYA HAI YEH ZINDGEE -MEIN AISH KARTA HOON AUR TU REHTA HAI DUKHEE HAR VAKAT -BEHTAR HOGA, TU BHEE PAKAR LAI MERA RAASTA -KHUSHEE AUR AARAM SAI JEENA SEEKH LO TUM MEREE TARAH HEE -AUR YEH BHEE SUN LAI TU MUJH SAI -JAB UNT(end) MAIN HUM NAI CHHOR HEE JANA HAI YAHAN SAB KUCHH -TO PHIR KYON NAN BEETAYAIN HUM KHUSHEE MAIN ZINDGEE AAPNEE -TO PHIR HOTA HAI KYA AKHIR MAIN DONO BHAYON MAIN, -SOCHO TO TUM BHEE YEH ZARA -NAN SAMAJHTAI HAIN AUR NAN SAMJHA PATAIN YEH BHAI EK DOOSRAI KO KISSI PARKAR SAI HEE -AUR BEETATAI DONA ZINDGEE AAPNEE AAPNEE -AAPNAI AAPNAI RAASTAI MAIN AUR AAPNEE SOCH MAIN HEE CONCLUSION; LIFE NEEDS TO EARN AND LIVE HAPPILY, HOW AND IN WHAT MANNER DEPENDS ON ONE’S THINKING AND ATTITUDE. ESSENTIAL ARE BOTH BUT SOMEHOW GREED STEPS IN, EARNING BECOMES MOST IMPORTANT AND AS SUCH HAPPINESS IS LOST AND IF IT EXISTS EVER, IT IS A TEMPORARY AND SHORT LIVED ONE. IN ANSWER, IF ONE CAN MANAGE TO BALANCE BOTH, THAT IS THE BEST ANSWER TO LIVE COMFORTABLY AND ENJOY LIFE THE BEST. -