DUKHBHARI BEDARD DASTAAN 15-5-22


15 May 2022 08:39

DUKHBHARI BEDARD DASTAAN -merai hum rahi, hum safar aur mehboob merai -ho gayai hain kayee din aur maheenai bhee -pataa nahin kahan ho tum -aur lapatta ho bhee -khoj liya hai mein nain tumhain har jagah aur har parkaar sai -aur beinteha intezar main bhee -kar lee hai mein nain bahut koshish -lekin samajh main aata nahin - kya hua, kaisai hua, aur kyon hua -meri samajh main aata hee nahin -bataa tu zara mujhai -tum khafa ho, to kiyon aur kiss liyai hee -kya voh din yaad aatai nahin hain tumhain -jab hum dono chhup chhup kar -kartai thai pyar ek doosrai sai hum dono -sunaatai ek doosrai ko din bhar kee baatain aur guzree hamaree -aur prem kee kahaniyan bhee -pataa chalta hee nahin thaa -kab raat guzree aur din hua -bas ab har taraf koj koj kar -aur intezaar kar kar kai -thak gayee hoon -aur rotee hoon mein bar bar -bas ab to mein kya kahon tumhain -ab ho gayee hoon mein ek murda ke terah -tumhain tarss aata hee nahin -merai haal par kissi parkar sai hee -kar diya hai tu nain barbaad mujhai -phaink diya hai mujhai -ek phool kee taraih toor kar hee -nan sirf sookhnai kai liyai -balkeh kuchlai janai aur mur janai kai liyai hee -bataa tu zaraa kaaoon sa zulam -kiya hai mein nain tum par -jissai nan to tum bhulaa saktai ho -nan kabhee izhaar kar saktai ho kabhee -aur nan hee kartai ho ab kabhee -intezar meree - bataa rahin mein tumhai -mur bhee gayee kaheen mein agar -pachhtao gai aur -rotai ratai behaal ho jaogai tum -dekhtai rahoogai har taraf aur har vakat bhee -meree photo bar bar dekh kar -aur voh pooranee yadain kar kar kai bhee -kya kahoon mein tumhai ab aakhree bar hee -bedard, kathore dil aur bevafah niklai ho tum -bataa dai tu ab bhee -kaoon see vo vajah hai -jissnain kar diya hai judaha hum dono ko -ek doosrai sai hee -sun lai tum ab yeh mujh sai zaroo -dil toot chukka hai, choor choor ho gaya hai yeh -haar chukee hoon mein ab himat saree -nan rahee hai jeenai kee tamana koyee -aur nan raheen koyee umeedain bhee -mar bhee jaon mein agar -na karna tum kabhee koshish - mujai dhoonain kee aur nan milnain kee hee -mita deneen voh sab dastaan hamari -pyar kee aur judayee kee bhee -phir bhee nan bhoolna kabhee -mera pyar aur duyain saree -rahaingee yeh terai saath har vakat -jeevan beetanai kai liyai -ghamee main to nahin -shayad khushee main rehnai kai liyai bhee -bas ab mein kehtee hoon tumhain -alvidah, hamesha kai liyai aur -phir kabhee bhee nahin -ho sakta hai aur kartee hoon -mein umeedain saree -milaingai hum dono aglai janam main zaroo -shikvai sunanai kai liyai aur -apnai dard meetanain kai liyai hee -KUSH RAAHO, ABAAD RAHO, YEH HAIN DUAYAIN MEREE TERAI LIYAI, SIRF TERAI LIYAI -alvidah, khuda hafiz -badnaseeb mehbooba teree. ………………………………………………………………………