WHAT A PATHETIC SITUATIN OF THE COUPLE IN CONFLICT? 7-5-23


07 May 2023 03:14

WHAT A PATHETIC SITUATION OF THE COUPLE IN CONFLICT? -HUSBAND beevee to kehta hai, kya hua, kyon hua, pata nahin -pata hai to sirf itna hai, keh tu aye thee mujh sai pyar karnai kai liyai -kya kahoon mein tujhai, pyar to nan raha, bulke nafrat hai phailee hai har taraf -zara bata to dai, bigara hai mein nain kya tumhara -pyar hee pyar deea khushee kee zindgee betanai kai liyai -jo meri samajh main aata hai, hai bahut aihsani kee bat -tu kehtee hai jo tu kahai or jo sochai, mein vaissai hee karta jaon zaroor -bas jaan lai tu yeh bhee zaroor, agar tu mujh par zid kartee rahai jo tu kahai,mein ussai manta jaon,lekin jo mein kehta hoon, tu hai nan ussai mannai kai liyai aur nan sunnai kai liyai kabhee -ghamand hai tum main bharpoor -aur tu yeh sochtee hee nahin keh mein bhee teri tarah ek Inssan hoon, feelings and emotions sai bharpoor -shayad aisai aata hai meri samajh main, jab shaadi kee hum dono nain -vachan diya tha hum dono nai sab logon kai samnai aur mata pita kai samnai bhee -keh hum dono beetaingai zindgeee apnee ek doosrai kai pyar main aur ek doosrai ko samajhnai aur har tarah sai madad karnai karnai bhee -meri samajh main aata hai yeh , tu bhool gayee hai vo vachan -tu chalee gayee hai ab mujhai chhor kar, ab to kuchh raha hee nahin -chalee gayee to, tu jahan bhee hai, dua karta rahoongar mein har vakat -jahan bhee raho, khush rahoo, abaad raho, sochna nan kabhee mera -jeeta rahoon ya mur jaon, nan poochhna kissi sai bhee, kya hua, kiyon hua aur kaisai hua -yeh achhee tarah jaantai huai hee, keh tu chhoor gayee mujhai har parkar kai fiqir main, ronai aur murnai kai liyai hee -bas ab maut aa saktee kissi vakat hee, kinarai par pahoonchukka hoon mein -lai lai mere jaan, meri aakhree duyain phir bhee -khush renha, nan sochna kabhee merai barai main, aur nan karna fiqar kabhee bhee -chala jaonga mein apnee kismet ko lai kar, achhee ya buree -yeh umeed kartai huai, milaingai hum dono aglai janam main zaroor, apnee ghalteeyon ko bhooltai huai, aur pyar kee chah main ek doosrai to milnai kai liyai zaroor -hai PARVARDIGAR karta mein vehntee TUMHAIN -KHUSH RAKHNA HAR VAKAT MERI PICHHREE AUR BHATKEE HUYEE MAHBOOBA KO, KEH, BHOOL JAYAI VO MUJHAI, MERI KASMAT PAR CHHORTAI HUAI. -BAD NASEEB HUSBAND …………………………………………………………………………………………………………. Imagined by vasdevloond, founder of marriage guidance new concept Cost free marriage bureau, incepted since 2015, contacts:vasdevloond 9811943867 vasdevloond@gmail.com