couplet 13-4-21


13 April 2021 12:09

couplet: -ye zindgi hai kya, khyal aata hai -sochta hun, soch pata nahin -sochta hun lekin, yeh kya hua, kaise hua -main jawab ne dhoond paya -koshish ki, zid kiya -jawab aya samajh mein -sabar kar lai, soch mat aur kuchh abhi -yeh hai anjam hamari karni ka -jahan pyar ne raha, aitbar ne raha -jai jai hone lagi unki, jinhun ne atyachar kiya, jam kar kiya -nirasha barhti gai, kudrat ko lalkarana shuru kiya ham ne -pramta se takkar lene ki bhavna ayi -pramatma isko kabool kar ne paya -he moorakh samajh le tu, insan ko main ne banaya -khushi, bus khushi mein rehne ke liye -he moorakh agar tu ne soch liya hai larna, jhagrna, marna -dekh le phir tu, samajh le, mujhe lalkarana ne kabhi- - main ne bheje Lord Rama, Lord Krishna tumen samjhane ke liye -he moorakh tu samajh ne paya -tum ne banai atam bomb, missailes, space jet mujh ko daraane ke liye, - dekh phir tu mera yeh chhota sa chaillenj abhi -bhej raha hun VIRUS, jo lipat jai ga tumen har taraf -bebas ho jao ge tum sab, mango ge muafi har parkar ki tum -mai chahta nahin mitana tum sab ko kabhi, -samaj lo tum abhi bhi moorakh, mujhe kabhi lalkrana nahin - rehna tum sab mil kar, pyar aur aitbar mein, khush nehna aur khushi ki zindgi beetana hamesha, yeh hai sandesh mera ab ke liye. by vasdevloond.