PHOOL AND KANTAI 14-5-23


14 May 2023 03:03

PHOOL AUR KAANTAI -kYA HAI RITSTA INKA -ITNAI PYAR KA AUR HAI -ITNEE GAHRAEE MAIN BHEE -JAHAN AUR KOYEE MISAL AISI MILTEE HEE NAHIN -CHAHTA HAI AUR KARTA HAR PARKAR KEE KOSHISH PHOOL KO BARA HONAI MAIN USKEE SUGANDEE KO DIN BADIN BARHANAI MAIN HEE -KHYAL APNA KARTAI NAHEEN YEH KANTAI KABHEE -DAI DETAI HAIN SAAREE TAKAT PHOOL KO HEE -NAN SOCHTAI HAIN KABHEE -AUR NAN SOCH MAIN AATA HAI KABHEE -SOOKH JATAI HAIN YEH KANTAI -LEKIN PYAR APNA PHOOL KAI LIYAI - CHHORTAI NAHIN KABHEE -YEH SOCH KAR BHEE, PYAR KO HUM CHHORAINGAI NAN KABHEE CHAHAI KITNAI BHEE HUM SOOKHTAI JAYAIN AUR AGAR JAAN BHEE CHALEE JAYAI KABHEE NAN KABHEE -SOEE KEE TARAH, NOK BANAYAI RAKHTAI HAINT TEZ -PHOOL KEE HIFAZAT KARNAI KAI LIYAI YEH SAB -KHYAL RAKHTAIN, CHAUKANAI HO KAR HUM HAR TARAH -KEH PHOOL PAR KOYEE BHEE ZARBASTEE NAN KAR PAYAI AUR NAN KARAI TANG ISSAI KISSI PARKAR SAI HEE -PHOOL KEE AISSEE KHOOBSURTEE PAR FIDA REHTAI HAIN HUM HAR VAKATI -KYA HAIRANEE KEE BAAT HAI YEH PHOOL KO HAMARAI PYAR AUR KURBANEE KA PHIKAR REHTA HEE NAHIN -YEH PHOOL BANA LETA HAI JAGAH APNEE -BADSHAH KAI CROWN/MUKAT MAIN, GALAI MAIN HAAR PROH KAR HEE AUR GHAR KO HAR TARAH SAJANAI AUR RAUSHAN KARNAI KAI LIYA HEE -NAN SIRF ITNA, DEKHTAI HAINHUM AUR BHEE KAISSAI ISS PHOOL SAI SAJJA RAHAI HAIN YEH LOG SAB -POOJA KAI LIYAI, DEVI DEVTA KAI PASS RAKHATAI HUAI BHEE -KYA KAHAIN HUM SUB, JAB KISMAT KEE MAAR PARTEE HAI, TO BACHA SAKTA HAI NAHIN KAHIN -ISSI TARAH PHOOL KEE SUGNDHEE KHATAM HONAI LAGTEE HAI KUCHH GHANTOON AUR KUCHH DINON KAI BAAD. -KYA DEKHTAI HAIN HUM -KANTAI TO PHEHLAI PHAINKAI DEEYAI HAIN IN SAB LOGON NAIN HEE0 -BIKHARTAI HUAI, TOOTTAI HUAI, KHATAM HO JATAI HAIN KABHEE NAN KABHEE -IDHAR KYA DEKHTAI HAIN HUM -PHOOL BHEE MURJHANAIN LAGATA HAI -AUR YEH BEDARD LOG PHAINK DETAI HAIN ISS PHOOL KO DUST BIN MAIN HEE -MURNAI KAI LIYAI AND KHATAM HONAI KAI LIYAI HEE, UNNE KANTOON KEE TARAH ROTAI HUAI AUR ZINDGEE BHAR PACHHTATAI HUAIB HEE -BAS AB KAY KAHAIN HUM KISMAT KAI MARAI HUAI BHEE -MILAI HUM DONO, NAN EK DOOSRAI KO JAANTA HUYAI, KIYA RISHTA SAREE ZINDEE BEETANAI KAI LIYAI HUM DONO -KYA HUA ACHANAK JHAGRAI HONAI LAGAI -PYAR KHATAM HONAI LAGA -TOOTNAI LAGAI HUM DONO UNNE KANTOON AUR PHOOL KEE TARAH HEE -NAN JAISAI RAHAI PHOOL AUR NAN RAHAI KANTAI BHEE -VAISSAI HO GAYEE HAI ZINDGEEE HAMAREE -MUR JAYAINGAI AKELAI AKELAI HUM DONO -UNNE KANTOON AUR PHOOL KEE TARAH HUM -NAN RAHAI GA NAM HAMARA AUR NAN AINGAI HUM DONO NAZAR KAHIN EXTINCTION AUR NON-EXISTANCE MAIN HAMESH AUR HAMESHA KAI LIYAI HEE HUM DONO ……………………………………………………………………… Conclusion; thorns/kantai till the time they remained together, they were giving energy to each other to live in togetherness and glow more and more every day, but when the flower got plucked, after momentary care shine and purpose were washed away, both thorns/kantai and flower were trampled down to extinction, perhaps wife also gets trampled mercilessly after separation and/or divorce as well, so also the husband, forgotten altogether like the thorns and the flower.ADVICE NEVER BELIEVE AND TAKE TO THIS REPENTING AND WEAPING SITUATION EVSR, LEST THHERE IS NONE TO CONSOLE ANY MORE. …………………………………………………………………………………. By vasdevloond, founder of marriage guidance new Concept, cost free marriage bureau, incepted since 2015: contacts vasdevloond 9811943867 vasdevloond@ Gmail.com